Saturday, March 17, 2012

Picture with BC (7)



Ager Hum Pakistan Si Compare kare (Egypt and Tunisia) ko, Tu buht (clear) dikhae deta hai. K (Egypt and Tunisia) mien 1 (suicide) par parliament (change) ho jati hai, Aur Pakistan Mien Thousands Log (2010) si ab tak (suicide) kar chuke hai par majal hai k aik patwari bi (change) hoa ho, Koi Responsibility lene ko tayar hi nai hai.

But Pakistan mien (people) ni aapne Aap ko Aag tak laga li, (Trains) k Samny bhi Kood-y , But Waqi Pakistan Abi bi (Egypt and Tunisia) si Kafi darje Acha hai........!! Kio K (Egypt and Tunisia) mien abi Tak 2010 si 10 tak ( Dehshat-gar-Di k Waq-i-at) hoe hai, Aur Pakistan mien 200 si bi zada. (Egypt and Tunisia) mien  2010 si  koi bi ( suicide Bomb attack ) nai hoa, jab  k Pakistan mien 55 si bi zada ho gy hai. (Egypt and Tunisia) 50 tak (peoples) killed hoe hai 2010 si ab tak, Jab k Pakistan mien (Just In Karachi, thousands Peoples was killed in target Killing and others Activity).(Egypt and Tunisia) mien 2010 si ab tak koi bi (drone) attack nai hoa, Jab k Pakistan mien 200 Si bi zada hu chuke hai (aur es mian 2200 si bi Zada peoples  killed hoe), Aur Waqi Pakistan (Egypt and Tunisia) nai...............!!

Jab K Tunisia mien Inflation ka Rate 3.5 % aur Egypt mien 13% hoa tu waha peoples Road par a gy. Aur Pakistan World ka 12th mehn-ga  tareen Country hai  , aur khete hai k yaha Food k Goods (Cheezien) America si bi Zada mehn-gi hai. Yaha Officially news K ( Muta-biq) 14.2 % CPI hai. But paksitan mien es k Bawajood bi Koi In-qalaab nai aya.
Jab K Egypt mien Unemplyment (without labor Force) 9.3 % tak ja pohanchi tu In-qalaab a gya. Aur  Tunisia mien 13 % tak tu Log road par a gy. Jab k Yi Pakistan mien 15.5 % hai koi bi Roads par nai Aya, Yi waqi Pakistan hai.

Koi Waha Hajj Scandals, NICL, Steel Mills, Paksitan Railway, PIA, Rental Power corruptin Samnay nai aie, Waha Gas ,  energy aur Electricity ki Load sheeding bi nai Phir bi waha Inqalaab a gya. Tunisia mien 17-12-2010 ko aik person ni parliament k samny aapne aapko AAg laga lit u Parliament Change ho gy( Zain –ul abdin) the President, Jab k Egypt mien Bhi aik person ni aapne aapko Poice si Tang a kar Aag lagai thi tu 8 din k ander ander parliament change ho gut hi (Hosni Mubaarak) ki , aur enki Force bi Awam k sath mil gy thi.

Aur Pakistan waqi (Egypt and Tunisia) nai…………………!!!

but phir bi I LOVE My PAKISTAN, aik Din Hum developed hon gi..Inshahallah



Thank You