Friday, March 9, 2012

Picture with BC (4)


1.     Waheeda Shah Ko (2 year) K ly Na-Ehel Qaraar di dia gia. Ab (debate) yi  hai Kia yi Saza(Punishment) Kaafi hai. Ager Waqi unho ni aapni Islaah Karni hai tu (700 days Enough) hai. (700 days) ka matlab wo es (Election) mien (stand) nai kar sakti. Yi (bad news) be hai PPP k Ly aur (Good) be hai. (Bad news) es (Sense) mien K (image) bad Hoa (PPP) ka Awam k samny aur (good News) k Log es ko (appreciate) be Kare gi PPP ki Governemnt mien Supreme Coat ni yi Faisla dia. (But PPP is the Largest party in Pakistan.) Aur unko Es tarha ki harkateen zeeba nai deti Chahy (Picture) ka 2nd Rukh kuch be ho.

2.     07-03-212(Wednesday) Ko (world Bank) ni 150 Corer (Dollar) Pakistan ko Qarza dene k ly raza mand ho gy BISP k ly. Mien Pochta ho k Yi kio kia ja raha hai, kia yi paisa (Interest) k sath Pakistan ni (Pay) nai karna aur hum Log ka 1 (person) wese he PKR. 62000/- tak k Maqrooz hai aur Kitna Maqrooz karo ge. Hum LOG (dependence) Ho kar rhe gy hai (IMF, World Bank, America and Donation par Why?) Afsoos hota hai k Her Insaan Aapni zaat tak Kio Mehdood rehta hai kia Mera Allah hisaab nai le ga. “”Her Halaal cheez ka Hisab hoga aur Haraam par Azaab”” …and No comment for this Topic.

3.     Toheen-Adalaat cases ki Simaat ho rahi hai( Kabhi Prime Minister par, kabhi Baber Awan par) aur ab Asgher Khan ki (petition) par 1988 Mien jo ISI aur Mehran Bank k scandal mien (almost 35 to 40 corer ko divide karne ka case). Kio Hum Logo Ko Divert kia jata hai Itni Sansini Khaiz Khaber bata kar. kahin Oil & gas ki prices ko Phir (Increase) kar dia jata. Poor People k Yi masail nai hai Unko es si koi gharaz nai en tamam cases si. Unka Masla hai k Load shedding ko (END) kia jy, (Inflation Control) rahe, Poverty Ko (END) kiajy, Inequality Jo INCOME mien hai usko khatam kia jy. Meri Yi (appeal) hai (supreme Court) si K Kio Es Cheez ko Itna Bada kar Paish Kia ja Raha hai Jab Toheen-adalaat ho gy hai Tu (end0 kare Es Cheez ko Aur Ager (Notice) Lena hai Tu (Energy Crises, PIA, Steel Mills, Pak railway, Rental corruption aur Money Supply par Li….!!!

4.     8-03-2012 (World Women day)  Aurat(women) K Buht Roap hai ( Mother, Wife, Sister, Daughter and etc). En Mien sub si khoobsorat (Mother) ka rishta hai Ager Dunya k Her ladki( women) Mother ban kar her faisla(Decision) li aur Soche(Think),  tu Mujhe Yaqeen hai, k wo Mulk aur wo Gharana Kabhi be (Decline) nai hoga, Jaha Hum (women Empowerment) ki bat karte hai, Aur Bi Buht kuch. Yi (Bill pass) karwa do yi es tarha karwa do. Lakin (women) Ki (respect) Jab tak nai hogi Tu kese (Empowerment) aie gi. ( I am sorry To say) K hum Log (Women) Ki (education0 k (against) hai, Unki  (JOB) k aur es tarha Dakhte hai k jese enki tu koi (Respect) he nai aur yi Tu hamare ALLAH ki makhlooq he nai hai.Uff hum Kia (Developed kare gi),Hamar Literacy rate 58% hai aur Women Just 36% and male 64%.......!
Mien ni Obseve kia hai k aik women k Khyalaat (as compared To Men) buht Ache (Good) hote hai. But (Confidence Level little bit less) yi hum logo ka Kamal hai enko Confidenec  kia di gi aur kia Empower di gi?
Hum rooz sunte hai K Kisi par Acid painkh dia gia , Kisi ko qatal kar dia gia , Kisi ni appni Wife ko qatal kar dia, Saas ni Beti k sath mil k Apni bahoo Ko qatal kar dia , Aik aurat ni aapne Child ko , Husbend ko, Uski Maa ko qatal kar dia……and many More..
Afsoos k sath khena pad raha K kabhi hum yi (Read) kia karte the(WAS),  k Hamare Muhammad (P.B.U.H) K (Time) mien (Female child) ko zinda dafan kar dia jata tha , Tu ,(I am sorry to say) aaj kia ho raha hai (Interior Or Modern cities) mien. Aaj Es bat par Hum Ko Fakher hai(Shame), K Hum Log Zinda Dafan Nai karte, Zinda ko Goli mar dete hai ghairat k nam Par, Vani Kar Dete hai aapni (Daughters) ko, Karo-Kari K Ilzam Par, (ACID) paink dete hai aur Be buht kuch kar jate hai, Banda es si Poche kon si Ghairat, kis ghairat ki bat karte ho , Tum logo ni marna nai hai kia?….Leave  it,
Insaa-niyat ki Tamaam Had ko Paar kar jate hai aur wo Roap Dhaal lete hai k Jis si Insaa-niyat nai Hiwa-niyat bi nai Di-rand-agi dekhaie dete hai. Yi 1 lambi debate hai (Insaan vs Animal), (but Till the End), Es debate mien Insaan Zada VOTE le kar WIN tu kar jata hai, But mujhe Lagta hai k kuch TIME bad yi (VOTE ANIMAL) li jaya kare ge.
It’s just my Views
Thank You

Posted by Muhammad basharat