Ager Hum Pakistan Si Compare kare (Egypt and Tunisia) ko, Tu buht (clear) dikhae deta hai. K (Egypt and Tunisia) mien 1 (suicide) par parliament (change) ho jati hai, Aur Pakistan Mien Thousands Log (2010) si ab tak (suicide) kar chuke hai par majal hai k aik patwari bi (change) hoa ho, Koi Responsibility lene ko tayar hi nai hai.

Jab K Tunisia mien Inflation ka Rate 3.5 % aur Egypt mien 13% hoa tu waha peoples Road par a gy. Aur Pakistan World ka 12th mehn-ga tareen Country hai , aur khete hai k yaha Food k Goods (Cheezien) America si bi Zada mehn-gi hai. Yaha Officially news K ( Muta-biq) 14.2 % CPI hai. But paksitan mien es k Bawajood bi Koi In-qalaab nai aya.
Jab K Egypt mien Unemplyment (without labor Force) 9.3 % tak ja pohanchi tu In-qalaab a gya. Aur Tunisia mien 13 % tak tu Log road par a gy. Jab k Yi Pakistan mien 15.5 % hai koi bi Roads par nai Aya, Yi waqi Pakistan hai.
Koi Waha Hajj Scandals, NICL, Steel Mills, Paksitan Railway, PIA, Rental Power corruptin Samnay nai aie, Waha Gas , energy aur Electricity ki Load sheeding bi nai Phir bi waha Inqalaab a gya. Tunisia mien 17-12-2010 ko aik person ni parliament k samny aapne aapko AAg laga lit u Parliament Change ho gy( Zain –ul abdin) the President, Jab k Egypt mien Bhi aik person ni aapne aapko Poice si Tang a kar Aag lagai thi tu 8 din k ander ander parliament change ho gut hi (Hosni Mubaarak) ki , aur enki Force bi Awam k sath mil gy thi.
Aur Pakistan waqi (Egypt and Tunisia) nai…………………!!!
but phir bi I LOVE My PAKISTAN, aik Din Hum developed hon gi..Inshahallah
Thank You
No comments:
Post a Comment